" Zaalim ye duniya kal bhi thi, zaalim aaj bhi hai;
“development” pe “development” fir bhi,
ignorance se bhari duniya kal bhi thi, ignorant aaj bhi hai.
Janwaron ke maafik bhatakte insaan, dusron ko raah dikhate kal bhi the aaj bhi hain.
To tera kya banega kaaliya, kab samjhega maut, khuda, ya sirf apne aap hi ko?
Roti, kapda, makaan aur ab car tak limited teri thinking kal bhi tthi aur aaj bhi hai!"
Saturday, March 15, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment